Astrology Remedies For Money Problems
janiye Apki Kismat
Main Dhanyog hai ya nai - Today we are going to describe is Laxmi Yog in your
Hand lines (destine) or not? How to know
Dhanyog in your hand!
Kya Aapki Kismat main Dhan Yog Hai - Know is Dhanyog in Your Destined or Not -
Kya Aapki Kismat main Dhan Yog Hai - Know is Dhanyog in Your Destined or Not -
- Jis
par dhan aana hota hai uski sabse mahatvapur (most important) chiz
(thing), Hatheli (In your hand) main rahu(Gomid) ka gaddha gahra or bada
hona acha nahi mana jata hai.
- Rahu
ka gadha gahra hone par vyakti ko amir (rich) banne ke liye kafi
sangharsh(have to work hard) karna padta hai.
- Budh ( Mercury) ki ungli (finger) sidhi ho
budh parvat par ek do rekha (lines) ho to wo log kafi dhan kamate hai.
- Surya (Sun) or budh (Mercury) ke parvat apni
jagah se khisak kar aapas main mil rahe ho aise logo ke paas 32 years ke
baad bohot dhan ayega.
- shukra (Venus) ka parvat utha ho or us par dag
dhbbe or kati rekhae na ho , daba ya chapta na ho aise logo ke pas kabhi
paise k kami nahi hogi.
- Anguthe (Thumb) ke tin hisso main ho to
logo k jivan main khub paisa aata hai.
- Mangal (Mars) ka til ya rekha na ho or
mangal ka parvat thoda sa bahar ki taraf nikal rha ho to aise vyakti
(Person) ke pas khud ki properties ban ni to tay hai. (apne dum par)
- Mastishk rekha chandra parvat par aakar mangal
parvat ki taraf mud jaye to aisa vyakti aaram se dhan kama legaa.
- Hatheli (hands) or ungliya(finger) barabar ho,
angutha lamba ho to aise vyakti ki kismat main khub paisa hota hai.
- Hath mulayam (soft hands) hona chahiye, sakht
hath hone par dhan ki prapti der se hoti hai, soft hand people can get
money from 24 years only.
- Bhagya rekha (Destiny Line) majbut (strong) ho budh or surya ke parvat
aapas main mil rahe ho to unke paas khub sara dhan aayega.
- Bhagya rekha jahan se shuru hogi bachche ko
usi umar se paisa aana praramb hoga.
- Surya ki ungli budh ki taraf zuke ya budh ki
ungli surya ki taraf zuke.
- Magal ka parvat utha huwa ho, bhagya rekha
hatheli ke bich se shuru ho rahi ho to aise bachcho ko 28 -30 saal (years)
ki umar(age) se dhan(money) milna shuru ho jata hai. but you have to
waork hard till 28 years of age.
- Isht (favored)dev ki puja kare mata pita ki
seva kare and some have patients.
- Bhagya rekha majboot hone par bachcha 28-36
saal ke bich apni 3-4 property bana lega
- Jin logo ki shukra parvat se rekha e nikal kar
chandra parvat tak aaye to aise logo ko 24 saal ki umar se hi dhan milna
shuru ho jayega.
- Or chandra parvat se aage nikal jaye to aise
bachche relations business, retail business, marketing, foreign
trading related business se khub paisa (money) kamate hai.
- Hatheli main jyada rekha hone par apne vicharo
se ulza rehta hai iskya ye matlab nahi ke aapke paas kam dhan hoga.
- Aise bachcho ko khud se sangarsh karna padta
hai
What to do if you
don't have Destiny Line (bhagya rekha na hone par kya kare?)
- chandra parvat utha huwa hai soft hai gulabi
hai to bhagya rekha na hone par bhi khub paisa aayega.
- Budh ki ungli or parvat achi sithiti
(position) main hone par dhan aata hai.
- Shani (Saturn) ka parvat agar utha huwa hone
par bhi vyakti khu b paisa kamate hai.
- Jivan rekha (Life Line) bruhaspati (Jupiter )
ke parvat tak aa rahi ho to koi bhi difficult condition main khub dhan
kamayega.
- Bhagya rekha hone par kam mehnat pe paisa kama
leta hai.
- Bhagya rekha par box ban na achi bat hai
triangle bane to bohot paisa ata hai.
- Bruhaspati parvat pe triangle ho to bohot
paisa aeyga.
- Surya parvat par do rekha ho sath hi ek rekha
lambi ho to bohot dhan ayega after 25 years of age.
- Ungaliyo ko aapas main milane par gape dikhe
to dhan aane ke bavajud tikega nahi.
You can keep
visiting us for free Beejmantra.in ke upay in text version, astrological
remedies for your day to day problems.Mr

superb
ReplyDelete